Jab se dekha hai maine
tujhe pehli baar
Tab se ho gaya hai mujhe
tujh se pyaar
Kuch khabar nahin hai
tujhe aae bekhabar
Dil ki har ek khamoshi
hai teri muntazar
Jab tum khabon main ati
ho is qadar
dil ki dharkan meri barh
jati hai kis qadar
Voh kali salwar aur
salona badan
dil hua ghayal aah teri
ek nazar
Poem by Shadan/edited by Ali Haider
Poem by Shadan/edited by Ali Haider
No comments:
Post a Comment